User: pyarasa |
Mohd. Rafi - Ishq ke garm-e-jazbaat-Sunil Dutt-Gazal(GHAZAL) Gazal (1964) Mohd.Rafi sings for Sunil Dutt for Film Gazal Director/Producer: Ved Madan Music: Madan Mohan Lyrics: Sahir Ludhianvi Meena Kumari ... Naaz Ara Begum Sunil Dutt ... Ejaz Ahmed Ejaz Rehman ... Akhtar Nawab Rajendra Nath ... Dr. Nawab Mehmood Ali Khan (as Rajindernath) Nazima ... Kausar Ara Begum Raj Mehra ... Babuji Minoo Mumtaz ... Courtesan (in song "Yun Bhi Hai") Mridula Rani ... Mrs. Bakar Ali Khan (as Mirdula) Pratima Devi ... Ejaz's Mother (as Protima Devi) Mohsin Abdullah Lotan Jugnu Prithviraj Kapoor ... Nawab Bakar Ali Khan Tags: GHAZAL Mohd.Rafi Sunil Dutt Gazal Ved Madan Mohan Sahir Ludhianvi |
User: shesthebest |
Amanat Ali - Seeno mein leke jazbaat - Live in NY Amanat Ali - Seeno mein leke jazbaat - Live in NY Pak day Parade 2008 Tags: Amanat Ali Pak Day Parade 2008 Seeno mein leke |
User: solo00man |
Ghazal Tzaade Jazbaat Anwar balkhi performance Tags: Sweet Ghazal |
User: azizuzair |
behke behke ye jazbaat ( mohammad aziz & anuradha podwal ) mkhanswati@yahoo.com www.mkhanswati.vze.com Tags: world music |
User: ikashmiri |
JAZBAAT POETRY Tags: iakashmiri |
User: drkchaudhry |
Itnee haseen itnee jawaan raat kya kare Hindi movie : Aaj Aur Kal Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Itnee haseen itnee jawaan raat kya kare - 2 Jaage hain kuchh ajeeb se jazbaat kya kare Itni haseen itni jawaan raat kya kare Saanson mein ghul rahi hai kissi saans ki mahek - 2 Daaman ko chhoo raha hai koyi haath kya kare - 2 Jaage hain kuchh ajeeb se jazbaat kya kare Itni haseen itni jawaan raat kya kare Pedon ke baazuon mein lachakti hai chandni-2 Bechain ho rahe hain khayalaat kya kare-2 Jaage hain kuchh ajeeb se jazbaat kya kare Itni haseen itni jawaan raat kya kare Shaayad tumhaare aane se ye bhed khul sake - 2 Hairaan hain ki aaj nayi baat kya kare - 2 Jaage hain kuchh ajeeb se jazbaat kya kare Itni haseen itni jawaan raat kya kare Tags: Itnee haseen itnee jawaan raat kya kare mere taraane India hindi Chaudhry |
User: drkchaudhry |
Ye aansun ye jazbaat tum bechate ho Hindi movie : Naam Karaoke singer : Dr K Chaudhry Tags: Ye aansun jazbaat tum bechate ho mere taraane India hindi Chaudhry |
User: ShaaSz |
Babul Surpiyo - Khoya Khoya Chand A Sonu Nigam song with beautiful movie pictures. i hope you will like it ! The lyrics : -Khoya khoya chand rehta hai aasmaan ke paas Khoye khoye hum bhi rehte hain is jahaan ke paas (3x)- Khoya khoya kyoon rehta hai aaj kal yeh dil Tum to meri jaan samajhti ho kya meri mushkil Saari saari raat jaagoon mai chandni ke saath Bas mein nahin hai aaj kal yeh mere jazbaat -Keh do naa, keh do naa, keh do naa pyaar hai (2x)- -Dekhta hoon sirf tumko, tum nigaahon mein basi ho Chaahta hoon sirf tumko, tum to meri aashiqui ho (2x)- -Saari saari raat jaagoon main chandni ke saath Bas mein nahin hai aaj kal yeh mere jazbaat - Keh do naa, keh do naa, keh do naa pyaar hai (2x) Tags: Sonu Nigam Khoya Chand bollywood indian |
User: pinkanshu |
dil ki duniya jazbaat halat samjh sake aise dil nahin hote.. halat dil ko smjha sake aise jazbaat nahin hote .. Tags: lrl rn pinka |
User: kausik83 |
Ganesh Hegde - Main Deewana Ganesh Hegde - Main Deewana [Hindi] Lyrics ::- Ganesh Hegde Main Deewana husn walon ki adaaon pe na marna yaaron ishq dhoka hai kabhi ishq na karna yaaron (main deewana hu mujhe) - 2 dillagi ne mara hai (maut ne chhod diya) - 2 zindagi ne mara hai main deewana hu mujhe bekhabar bekhayal bereham se pyar kiya maine apano pe begano pe aitbar kiya (woh andhera hu jise) - 2 roshani ne mara hai main deewana hu mujhe aisi haalat aisa dard aisi raat na ho jo mere sath hua wo kisike sath na ho sirf kehte yaha karke dikhaya kisne dil ke jazbaat ke rishton ko nibhaya kisne (main wo ashiq hu jise) - 2 ashiqui ne mara hai (main deewana hu mujhe) - 2 dillagi ne mara hai maut ne chhad diya zindagi ne mara hai main deewana hu mujhe kisike pyar mein marne ki baat karte ho mere mehboob kya karne ki baat karte ho haseenon ke liye dil dil nahi khilonna hai kare jo pyar usko zindaji bhar rona hai ishq bejaar kar de ishq lachaar kar de ishq hai beimani ishq zuthi kahani ishq benaam kar de ishq badnaam kar de puchh na pyar kya hai (khubsurat bala hai) - 3 (main wo bebas hu jise) - 2 bebasi ne mara hai main deewana hu mujhe Tags: Ganesh Hegde Deewana |
User: mahakavi |
Ghazal - Begum Akhtar 03 (Audio) GHAZAL ====== URL for BEGUM AKHTAR'S PLAYLIST: http://www.youtube.com/view_play_list?p=FBB2E816D88BA01C ishq meiN Ghairat-e-jazbaat ne rone na diya warna kya baat thi kis baat ne rone na diya aap kahte thEy ke rone se na badaleiNge naseeb umr bhar aap ki iss baat ne rone na diya ronewaaloN se kaho unka bhi rona ro leiN jin ko majbuuri-e-haalaat ne rone na diya tujh se milkar hameiN rona tha bahut rona tha tangi-e-waqt-e-mulaaqaat ne rone na diya ek do roz ka sadama ho to ro leiN Faakir* ham ko harr roz ke sadmaat ne rone na diya (Sudarshan Fakir*) Tags: urdu ghazal begum akhtar faizabadi indian music lata rafi kishore |
User: raqaw |
tum puuchho aur me.n na bataa'uu.n - munni begum a live performance tum puuchho aur, mai.n na bataa'uu.n, aisay to haalaat nahii.n ek zaraa saa, dil TuuTaa hai, aur to ko'ii baat nahii.n kis ko Khabar thii sa.nvale baadal bin barsay u.r jaatay hai.n saawan aayaa, lekin apnii, qismat me.n barsaat nahii.n tuuT gaya jab, dil to phir, saanso.n ka naghma kayaa ma'nii guu.nj rahi hai, kayuu.n shehnaa'ii, jab ko'ii baaraat nahii.n mere Ghamgii.n honay par, ehabaab hai.n yuu.n, hairaan "Qateel" jaisay mai.n patthar huu.N meray, siine me.n jazbaat nahii.n Tags: munnibegum mehfil pakistani |
User: pinkanshu |
MAINE PYAR KIYA RAJVEER NAINA Tujhe Yaad Karne Ke Bhi Khuch Andaaz Hotay Hain......... Jaagti Aankhoon Main Bhi Khawaab Hotay Hain....... Har Koi Kah Kar Byan Ker de Yeh Zarrori To Nahi........ Dil Main Chupe Kai ANKAHE JAZBAAT Hote hai... Tags: LRL_PINKA |
User: hiteshuk |
Kahi to hogi woh Kahin to.. kahin to Hogi wo, Duniya jahan tu mere saath hai.. Jahan mein, jahan tu, Aur jahan, bass tere mere jazbaat hai, Hogi jahan subah teri, Palko ki, kirano mein, Lori jahan chand ki, Sune teri baahoin mein.. (Jaane naa kahan wo duniya hai, Jaane naa wo hai bhi ya nahi, Jahan meri zindagi mujhse, Itni khafa nahi..) - 2 Saasein kho gayi hai kiski aahon mein, Mein kho gayi hu jaane kiski baahon mein, Manzilon se raahein doodhti chali, Kho gayi hai manzil kahin rahon mein.. Kahin to, kahin to, Hai nasha.. Teri meri har mulaqaat mein, Hoton se, hoton ko, Chumti, o rehte hai hum har baat pe, Kehti hai fiza jahan, Teri zamin aasmaan.. Jahan hai tu, meri hassi, Meri khushi, meri jaan... (Jaane naa kahan wo duniya hai, Jaane naa wo hai bhi ya nahi, Jahan meri zindagi mujhse, Itni khafa nahi..) - 3 Tags: JAANE TU YA JANE NA |
User: raqaw |
ra.ng laa'ye gaa shaiido.n ka lahuu - noor jehan a patriotic song by madam noor jehan poet: tanvir naqvi ra.ng laa'ye gaa shaheedo.n ka lahuu (2) yeh lahuu surkhii hai, aazaadii kay afsaanay kii yeh shafaq ra.ng lahuu ra.ng laa'ye gaa shaheedo.n ka lahuu jis kay har qartary mei.n khursheed ka'ii jis kii har buu.nd mein ek subhe na'ii duur jis subhe darakhsaan se, andheraa ho gaa raat ka.t jaa'ye gii, gul ra.ng, saweraa hogaa ra.ng laa'ye gaa shaheedon ka lahuu (2) apnii raftaar ko, ab aur zaraa tez karo apnay jazbaat ko, kuchh aur januu.n-khez karo (2) ek do gaam pe ab manzil-e- aazaadi hai aag aur khuu.n kay udhar, amn kii aabaadii hai khuud ba-khuud tuuT ke girtii nahii.n, zanjiir kabhii badlii jaatii hai, badalti nahii.n, taqdiir kabhii ra.ng laa'ye gaa shaheedo.n ka lahuu (2) jis kay har qatray mein khursheed ka'ii jis kii har buu.nd mein ek subhe na'ii duur jis subhe darakhsaan se, andheraa ho gaa raat ka.t jaaye gii, gul ra.ng, saweraa hogaa ra.ng laa'ye gaa shaheedon ka lahuu yeh lahuu surkhii hai, aazaadii kay afsaanay kii yeh shafaq ra.ng lahuu ra.ng laa'ye gaa shaheedo.n ka lahuu Tags: patriotic noorjehan |
User: zagham99 |
Zeba Interview on Muhammad Ali 2nd Barsi post by zagham Muhammad Ali ki Doosri Barsi par Zeba Begum ka Interview on atv morning show. Mohammad Ali (April 19, 1931 -- March 19, 2006) was one of the greatest actors of Pakistan. Mohammad Ali was given the title of Shahenshah-e-Jazbaat The Emperor of Emotions. Mohammad Ali started his career at Radio Pakistan Karachi in the early 1960s. In 1968, he married the renowned actress Zeba. He was known in the film circle for his command as a passionate actor and his ease in dramatic situations as well. He is the winner of 7 Nigar Awards for Best Actor one for Best Supporting Actor, and one special award for the film Dooriyaan Zeba is one of the most famous actresses in Pakistan. Her real name was Shaheen, but she adopted the name Zeba for her film career. Zeba was married to Mohammad Ali. Most of her movies were romantic, where her pair with actor Waheed Murad became very popular. After marriage, she, however, restricted herself only to the movies with Mohammad Ali. Tags: zeba muhamad ali atv islamabad pakistan zagham |
User: rajshri |
Main Ban Than Ke Nikli (Zarina Wahab & Anand) Click http://www.rajshri.com/musicvideos/moviesongs.asp?PageNo=1 to watch more movie songs Tags: hindi bollywood films fun peppy dance Jazbaat Zarina Wahab Anand Subbiraj Jankidas Babban Sargam Pictures |
User: drkchaudhry |
Kabhee pahle to naheen dekha ye sama Hindi movie : Jab Jab Phool Khile Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Kabhee pahle to naheen dekha ye sama Ye aaj main bhoole se aa gaya hoon kahan Yahaan main ajnabee hoon Yahaan main ajnabee hoon Main jo hoon bas wahee hoon Main jo hoon bas wahee hoon Yahaan main ajnabee hoon Kahaan shaamo sahar ye, kahaan din raat mere Bahut ruswa hue hain, yahaan jazbaat mere Nayee tahzeeb hai ye, naya ye hai zamaana Maghar main aadmee hoon, wahee sadiyon purana Main kya jaanoon ye baaten, zara inssaf karna Meri ghustaakhion ko khuddara maaf karnaa Yahaan main ajnabee hoon Teri aankhon mein dekhoon, sanam ghairon kee bhaahen Main layoonga kahaan se bhalaa aisee nighaahen Bhalaa kaise ye mera, lahoo ho jaaye paanee Main kaise bhool jaayun, main hoon hindustanee Yahaan main ajnabee hoon Mujhe bhee hai shikaayat, tujhe bhee to gila hai Yahee shikave hamaari mohabbat ka sila hai Kabhee maghrib se mashrik, mila hai jo milega Jahhan ka phool hai jo, waheen par wo khilega Tere oonche mahal mein, naheen mera ghuzaara Mujhe yaad aa raha hai, wo chhota saa shikaara Yahaan main ajnabee hoon Tags: Kabhee pahle to naheen dekha ye sama Jab Phool Khile mere taraane India hindi Chaudhry |
User: rajshri |
Uff Yeh Barsat (Zarina Wahab) Click http://www.rajshri.com/musicvideos/moviesongs.asp?PageNo=1 to watch more movie songs Tags: hindi bollywood films scenic rain dream love romance sad remembering Jazbaat Zarina Wahab Anand Subbiraj |
User: Hannamontanna8 |
kuch na kaho Halki Halki Mulakaate Thi Door Door Se Baatein Thi Halki Halki Mulakaate Thi Door Door Se Baatein Thi Dheere Dheere Kya Ho Gaya Hai Main Kya Kahoon Kyon Ladkhadaye Dhadkan Kyon Thar Tharayen Tan Mann Kyon Hosh Mera Kho Gaya Hai Main Kya Kahoon Kyon Ladkhadaye Dhadkan Kyon Thar Tharayen Tan Mann Kyon Hosh Mera Kho Gaya Hai Main Kya Kahoon Kuch Naa Kaho Kuch Naa Kaho Kuch Naa Kaho Kuch Naa Kaho Sab Mere Din Sab Raatein Tumhare Khayalon Mein Rehte Hai Gum Kehni Hai Tumse Jo Baatein Baitho Zara Ab Sun Bhi Lo Tum Kya Mere Khwaab Hai Kya Hai Meri Aarzoo Tum Se Yeh Daastan Kyon Na Kaho Ru Ba Ru Kuch Naa Kaho Kuch Naa Kaho Kuch Naa Kaho Kuch Naa Kaho Ho Jazbaat Jitne Hai Dil Mein Mere Hi Jaise Hai Woh Bezuban Jo Tumse Main Kehna Payi Kehti Hai Woh Meri Khamoshiyan Sun Sako To Suno Woh Jo Maine Kaha Nahin Sach To Hai Kehne Ko Ab Kuch Raha Nahin Kuch Naa Kaho Kuch Naa Kaho Kuch Naa Kaho Kuch Naa Kaho Halki Halki Mulakaate Thi Door Door Se Baatein Thi Dheere Dheere Kya Ho Gaya Hai Main Kya Kahoon Kyon Ladkhadaye Dhadkan Kyon Thar Tharayen Tan Mann Kyon Hosh Mera Kho Gaya Hai Main Kya Kahoon Kuch Naa Kaho Kuch Naa Kaho Kuch Naa Kaho Kuch Naa Kaho Tags: kuch na kaho |
User: rajshri |
Deewani Samajhkar (Zarina Wahab, Anand & Babban) Click http://www.rajshri.com/musicvideos/moviesongs.asp?PageNo=1 to watch more movie songs Tags: hindi bollywood films remorse dance Jazbaat Zarina Wahab Anand Subbiraj Jankidas Babban Sargam Pictures |
User: rajshri |
Banki Adaon Wale (Zarina Wahab, Anand & Babban) Click http://www.rajshri.com/musicvideos/moviesongs.asp?PageNo=1 to watch more movie songs Tags: hindi bollywood films qawwali love Jazbaat Zarina Wahab Anand Subbiraj Jankidas Babban Sargam Pictures |
User: MurkhoManob |
Kahi to hogi woh || A.R. Rahman || Jaane Tu Ya Jaane Na Kahin Tho Kahin Tho Hogi Woh Song Lyrics. Kahin tho Kahin tho hogi woh Duniya jahan tu mere saath hai Jahan mein jahan tu aur jahann Bass tere mere jazbaat hai Hogi jahan subah teri Palkoki kirano mein Lori jahan chand ki Sune teri baahon meinnn..... Jaane naa kahan woh duniya hai Jaane naa woh hai bhi ya nahi Jahan meri zindagi mujhse Itni khafa nahii Jaane naa kahan woh duniya hai Jaane naa woh hai bhi ya nahi Jahan meri zindagi mujhse Itni khafa nahii Saasein khogayi hai kiski aahon mein Mein khogayi hoon jaane kiski baahon mein Manzilonse raahein doondthi chali Khogayi hai manzil kahin rahon mein Kahin tho Kahin tho hai nashaa Teri meri har mulaqaat mein Hoton se hoton ko Chumthi oo rehte hai hum har baath pee Kehti hai fiza jahan Teri zameenn aasmaan Jahan hai tu meri hassi Meri khushi meri jaannn..... Jaane naa kahan woh duniya hai Jaane naa woh hai bhi ya nahi Jahan meri zindagi mujhse Itni khafa nahi Jaane naa kahan woh duniya hai Jaane naa woh hai bhi ya nahi Jahan meri zindagi mujhse Itni khafa nahi Jaane naa kahan woh duniya hai Jaane naa woh hai bhi ya nahi Jahan meri zindagi mujhse Itni khafa nahi Tags: Kahi to hogi woh nazrein milaana jaane tu ya na imran khan aamir rahman |
User: drkchaudhry |
Door reh kar na karo baat kareeb aa jaao Hindi movie : Amaanat Resung by : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Door reh kar na karo baat kareeb aa jaao-2 Yaad reh jayegi yeh raat, kareeb aajao Ek mudat se, tamanna thi, tumeh chhoone ki-2 Aaj bas mein nahin, jazbaat, kareeb aa jaao-2 Door reh kar na karo baat, kareeb aa jaao Sard jhonkon se, bhadakte hein, badan mein shole-2 Jaan le legi, yeh barasaat, kareeb aajaao-2 Door reh kar na karo baat, kareeb aa jaao Is qadar humse jhijakne ki zuuroorat kya hai-2 Zindagi bhar ka hai, ab saath, kareeb aa jaao-2 Yaad reh jayegi yeh raat, kareeb aajavo Door reh kar na karo baat, kareeb aa jaao Tags: Door reh kar na karo baat kareeb aa jaao mahua mere taraane India hindi Chaudhry |
User: drkchaudhry |
Ek hasarat thi ke aanchal kaa mujhe pyaar mile Suggested by : Anupama Dixit Hindi movie : Zindagi Aur Maut Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Ek hasarat thi ke aanchal kaa mujhe pyaar mile Maine manzil ko talaashaa mujhe baazaar mile (Zindagi aur bataa ) -2 teraa iraadaa kyaa hai Ek hasarat thii ... Mujhko paidaa kiyaa sansaar men do laashon ne Aur barabaad kiyaa qaum ke ayyaashon ne Tere daaman men bataa maut se zyaadaa kyaa hai Zindagii aur bataa ... Jo bhii tasviir banaataa hun bigad jaatii hai Dekhate-dekhate duniyaa hii ujad jaatii hai Merii kashtii teraa tuufaan se vaadaa kyaa hai Zindagii aur bataa ... Toone jo dard diyaa usakii qasam khaataa hun Itanaa zyaadaa hai ki ehasaan se dabaa jaataa hun Merii taqadiir bataa aur taqaazaa kyaa hai Zindagii aur bataa ... Maine jazbaat ke sang khelate daulat dekhii Apanii aankhon se mohabbat ki tijaarat dekhii Aisi duniyaa men mere vaaste rakhaa kyaa hai Zindagii aur bataa ... Aadami chaahe to taqadiir badal sakataa hai Poorii duniyaa kii vo tasviir badal sakataa hai (Aadamii soch to le ) -2 usakaa iraadaa kyaa hai -2 Zindagi aur bataa ... Tags: Ek hasarat thi ke aanchal kaa mujhe pyaar mile mere taraane India hindi Chaudhry |