| Dil ka haal sune dil waala seedhi si baat na mirch masaala Hindi movie : Shri 420 Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Dil ka haal sune dil waala Seedhi si baat na mirch masaala Kehke rahega kehne waala Dil ka haal sune dil waala Chhote se ghar mein gareeb ka beta Main bhi hu maan ke naseeb ka beta - 2 Ranj-o-gham bachpan ke saathi Aandhiyo mein jali jeewan baati Bhukh ne hai bade pyaar se paala Dil ka haal sune dil waala (Haay karu kya surat aisi, Gaanthh ke poore chor ke jaisi) - 2 Chalta phirta jaanke ek din, Bina dekhe pehchaan ke ek din Baandhke le gaya pulis waala Dil ka haal sune dil waala Budhhe daaroga ne chashme se dekha -2 Aage se dekha peechhe se dekha, Upar se dekha neeche se dekha Bola ye kya kar baithhe ghotaala, Haay ye kya kar baithhe ghotaala Ye to hai thaanedaar ka saala Dil ka haal sune dil waala Gham se abhi azaad nahi main Khush hun magar aabaad nahi main -2 Manzil mere paas khadi hai, Paau mein lekin bedi padi hai Taang deta hai daulat waala, Dil ka haal sune dil waala Sun lo magar ye kisi se na kehna Tinke ka leke sahaara na behna -2 Bin mausam malhaar na gaana, Aadhi raat ko machchil laana Varna pakad lega pulis waala Dil ka haal sune dil waala Tags: Dil ka haal sune waala mere taraane India hindi Chaudhry |